Youtube world ka sabse jyada populer online video watching platform hai.. Youtube par ham apni pasand ka koi bhi video search karke online, bina download kiye dekh sakte hain.. Yaha tak ki iss par hum apna khud ka acha video bhi yaha par upload kar sakte hain...
Lekin,
Youtube sirf online video dekhne ka option deta hai.. Jab hame apni pasand ka koi video download bhi karna ho to hum yaha se aisa nahi kar sakte. Yeh Youtube ki sabse badi problem hai...
Kai baar youtube par hame koi aisa video bhi mil jata hai, jisko hum download bhi karna chahte hain, ya aisa bhi hota hai, ki slow internet ki wajah se hum usko jaldi nahi dekh pate hain, or sochte hain ki hum isko hum download karke dekh lein, to hamare samne problem aa jati hai, ki hum aisa kaise kare, kyuki youtube se to hum video ko download nahi kar sakte hain..
Aise me hum koi 'Third Party' Formula try karte hain, or hum koi app download karte hain, jo hume youtube videos download karne me help kare.. Hum kuch third party apps se aisa kar to sakte hain, lekin hame isme kuch problems hoti hain, Jaise -
Apni Pasand Ka Video Na Milna,
Downloading Me Problems, or
Apps Me Unwanted Ads Ka Show Hona, etc.
Lekin Socho,
Agar aisa koi rasta ho, jis se hum bina koi apps download kiye, Direct apni pasand ka video online hi download kar sake..
To Friends... Aap aisa kar sakte ho or bina kisi app download kiye, direct apna youtube video download kar sakte ho..
Aaj iss post mein, me aapko yahi btauga ki Youtube Video, Bina koi app download kiye Direct kaise download kare...
➡ To Chaliye Jante Hain, Ki Hum Aisa Kaise Kare :-
Aisa karne ke liye aapko Websites par jana hoga, or yaha par aapko ek uss video ka URL daalna hoga, jis video ko aap download karna chahte hain...
Step 1 :-
Sabse Pehle aap yeh website Open kare - Click HereStep 2 :-
Ab yaha ek page open hoga.. Yaha aapko ek box milega.. Isme uss video ka URL enter kare, jisko aap download karna chahte ho, Or " Download Video" par click kar dein..Step 3 :-
Ab click karne ke baad next page me uss video ke 'Format or Links' aaege.. To aap jis format me video ko download karna chahte hain, uski link select kare..For Example :- Mp4, Mp3 Formats..
Step 4 :-
Ab aapke pasand ke formet select karne ke baad aapka youtube video download hona start ho jaega...➡ Iske alawa aap ek or website ko try kar sakte ho, jo aapke liye best rahegi..
Step 1 :-
Sabse pehle iss web page ko open kro - Click HereStep 2 :-
Yaha par next page par aapko ek box milega, usme Video ka URL enter kare, or "Chose Formet" par click kar dein..Step 3 :-
Next page me apna formet select kare, or apna video download kar lein..➡ Inn websites par videos ko download karne ke aapko kisi bhi type ke koi SIGN UP ya LOG IN ki jarurat nahi padti.. Aap Direct video ka URL type karke, ekdum easy tarike se apna video downloam kar sakte ho...
Note :- Video ka URL lene ke liye Youtube par jao, or apne Video ko select kare.. Select karne ke baad uske url par click karke, usko copy kar lein...
To Friends...
Aapko yeh post kaisi lagi, hame jarur btaye or apne kisi bhi type ke quetion ko hame 4 kare.. Kisi bhi type ki other help ke liye apna quetion humse kare... Thanx..
0 comments:
Post a Comment